Earn Bitcoin Without Investment
1 Earn Satoshi Faucet Free
Ajj kal market may ya tareeqa sab say Easy ha Bitcoin earn karnay ka.Lakin iss may Earning Bohat thori hoti ha.Haan un k liya ya kafi profitable jo Capcha ka kam kartay rahay hain.phallay may appko ya samjha do k Satoshi kiya hota ha.Example 0.00000100 BTC issko Hum Kehay gay 100 Satoshi na k 100 Btc.Iss he tarah iss may jitni Amount Increase hoti rahay gi To Hum iss amount ko 0.00010000 10000 satoshi Kehay gaay.Orr jab Humari amount Iss Level par atti hai 1.00000000 To Hum kehay gay humaray pass 1 Bitcoin hai.Orr Ab main appko Faucet k baray may batatta hon. Faucet 1 work them ka nam hai Example app Google par Search karogay k Free Faucet Satoshi Sites to Result may App ko Kafi sites nazar aay gi.Orr ain Sari sites may hum apna Bitcoin id Daltay hain Orr 1 Capcha To Instantly Earning Humary Micro Account may Transfer ho jati hai.Or ain sites ka Diffrent Rate hota hai koi 200 koi 500 koi 1000 Satoshi b Dayti hai Work sirf itna he hai k Capcha dalna hota hai.Issko Hum boltay hain Bitcoin Faucet Sites..
Lakin may Appko Phallay b Bata chuka ho k Earning thori ha kiu k Without Investment say app itna he earn kar saktay ho.Taqreeban 1900 Satoshi ka 1 Pakistani Ruppiya Banta ha Orr 1 Bitcoin Iss Waqat Taqreeban 50 Hazar Ka ha.
Example Faucet Free Earning Site
http://freebitco.in
2 Earn Bitcoin Web Suffering
Jassay k ap nay uper Read kiya to App nay samjh liya hai k Satoshi kiya hota ha Web sufring may bhi hum Satoshi he Earn kartay hain iss may Different sites humain Different Earning dayti hai.hum daily advertisement wali sites ko visit kartay hain jiss may kise k andar 2 min kise may 5 min ka timer hota ha to un ko visit karnay k bad Earning humray account may add hoti rehti hai.Or ya Earning Diffrent hoti ha kabhi zaida kabhi kam To iss kam k zariya bhi hum Satoshi earn kar saktay hain Lakin may app ko ya baat phallay b bata chuka ho orr ab bhi bata raha k iss kam may Earning bohat kam hoti hai haan Albata agar app 6 se 8 Ghantay Time daytay ho to app 5 Se 6 Dollar nikal saktay ho.Filwaqat market may ya 2 he way hain earning without investment k jo main nay appko bata diya hain.
Earn Bitcoin With Investment
Bitcoin Cloud Mining may hum GH/S Purchase kartay hain.1 Gh/S ki moujooda Qimaat Iss Waqat Taqreeban 0.60 cent ha iss ka Rate b kabhi zaida ho jata hai kabhi kam ho jata hai Barhal 1 GH/S humain daily ka 500 Se 900 Satoshi Earn kar k dayta ha Jiss may Humain Karna Kuch ni Hotta Jo hum GH/S purchase kartay hain woh khud he humain daily earning Generate kar k dayta hai.Expose App 1000 GH/S Purchase Kartay ho jo k Taqreeban iss Waqat 600$ kay Aaay gay to Woh humain Daily 5 se 10 Lakh Satoshi earn kar k day ga Jo k Taqreeban 5 se 7$ Earning Banti ha Forever.Orr iss may sab say Faiday Wali cheez ya hai k App jiss Waqat Chahain Issko GH/S ko sale kar saktay ho Moujda Market ki Price k hisab say.Iss k Illawa woh humain free may Dosray coin b bana k day ga jassay LTC Litecoin NMC Name coin Waghaira. Orr aap chahay to app Earning ko Reinvest b Kar saktay hain.Yani jo app ki daily earning aai hai app issko Reinvest kar k Mazeed GH/S buy kar saktay hain.ISS ko Cloud Mining kehtay hain iss May na apko koi Work karna hota ha Or na he app ko System On Rakhnay ki Zarorat hai.Agar app Join Karna chahay to May Neachay iss ka Banner day raha ho App Join Kar Lain.Orr koi b app k Mind May iss Kay Mutaliq Sawal ho App Comments may TYPE Kar saktay hain Main apko iss ka Jawab day do Ga
